Na kismat se mera koi waasta
Bas aakho me mere khwaab tha
Anjaan nhi hu is safar se
Hai pata mujhe mera raasta
Mera naam arif khan
Sachai ki zubaan
Sach barsega yaha
Banda mai musalman
Emaan mera thos
Na kismat ko deta dhosh
Mehnat karta mai rooz
Pr mujhe thoda afsos
Kyuki
Log kehte h ki
Naach gaana haraam h
Koi achi job dhudo kafi saara kaam h
Khudha ne mujhe hunaar diyaa enaam h
Sabko kuch na kuch diya gumnaam ye awaam h
Sun sun sun
Baat meri dyaan se
Jhoom mere geet me pr ismeh chupe gyaan h
To gyaan le aur thaan le tu apne aap ko
Puraa karne ki kosish karna h apne khwaab ko
Kabhi to kudhse chal
Kabhi to khud sambhal
Tabhi to tu asal
Tabhi to tu safal
Tabhi to pata chalega ki tu kitna pani me
Teri kahani me teri manmaani h deni kurbaani h sabko batani h
Kya kya
Teda meda mera raasta
Mujhe chalna h
Choti badi meri mushkilo se
Mujhe ladna h
Pandra Saal ki umar me
Khudme dhundha tha hunar
Saath leke panktiya
Shuru kiya tha safar
Thi zubaan kaafi tez
Per akal thi thodi kam
Mile do kalakaar
Bas chal pade ye kadam
Teeno k alag the dharam
Wo dono sabse the param
Hua dil zakhmi mera
Wo do bane malam
Har pal wo sikh dete
Kar bas tu ache karam
Ma faisa daldal me
Laae wo kagaz kalam
Mere bhai meri jaan
Satvindar arif khan
Li saath saase kam
Saath Kiya jada kaam
Raatbhar hai Saath jaage
Na Kiya hai aaram
Tabhi to failaa aisa
Raptonicz ye naam...
Ha awaam hai sunti
Lagake humko kaan
Fad fadaate rehte hoth
Chaahe subha ho ya shaam
Karenge aisi mehnat
Haasil hoga har mukaam
Ma sunami ek bavander
Or ek hai tufaanhaa
Teda meda mera raasta
Mera raasta
Choti badi meri mushkile
Meri mushkile
Mein dhake dhoke khake
Aaj bana hu sakht
Tum moke ko khoke
Kyu khudko karte nast
Mamuli ghar ka ladka mein
Rheta apne me magan
Kon kisme shamil mhuje nhi padta farak
Mein khudbkhud khudse khudke liye raaste banata
Chalbe uth yahape muft me koi hath na batata
Mein shant hu haa jabtak
Yeh baate sirtak.
Bej mat meri chokhat par
Chal hat varna fokat me
Padega chmat tere sabdho ke niche
Jalega toh rakh
Hoga kadmo ke niche
Inki tok say na naraz mene inko pura shry diya
Inhi ki vjhse aaj mene itna kuch khe diya
Hadsay jada mere sath hadse hue aanh
Bad say jada battar mere raaste huee
Ab dil me ek baat haiki
Girke bhi uthnaa hai
Ghutne dhuke kitne bhi
Nhi humme rukna hai
Teda meda mera raasta
Mujhe chalna h
Choti badi meri mushkilo se
Mujhe ladna h