menu-iconlogo
huatong
huatong
sahil-singh-sharaafat-cover-image

Sharaafat

Sahil Singhhuatong
paigeewajhuatong
Şarkı Sözleri
Kayıtlar
Sharaafat ki keemat bataao zara bhi

Zara bhi

Yun tumhe kabhi dekha hi nahi hai kahin

Phir na jaane kyun saasein ruk rahi

Aazma le tu jism tak vaasta tha tera

Phir bhi dil mujhpe qurbaan sahi

Yeah!

Kabhi tum soch na paao ke kisne kara mera haal hai aisa

Raaton ki aahat si tu abhi Ek pal bhi lage saal hai jaisa

Badal gaye saal sawaal abhi Iss dil ka tumhe keemat chukaana hai

Kasam teri majboor hai hum Laut ke phir nahi aana hai

Aane waale kal ka tu chod, beetay huye raaton ki soch ab

Zehen mein hai teri khaamoshi ab khoye huye iss dil ki hai ab khoj

Hai ik vardaan tumhe jag puchey tu enni soni kyun lagdi

Rab di sau tennu bhool ni pawa main kya ab tu vekh ni sakti

Yeh saare ke saare hi gaane main likhun teri aur meri hi baatein

Yeh burey halaatein yeh buri hain baatein sau mulaakaatein

(Music)

Sharaafat ki kemaat bataao zara bhi zara bhi

Zara bhi

Yeh keemat ki baaton se le lu rihaayi

Rihaayi Rihaayi

Yeh teri khaamoshi mein teri aakhon mein kayi baatein hain chupi

Ruhaani aakhon ne bayaan kar diya humein

Sahil Singh'dan Daha Fazlası

Tümünü Görlogo

Beğenebilirsin