menu-iconlogo
huatong
huatong
shabbir-tumse-milkar-with-aradhna-cover-image

Tumse milkar with aradhna

Shabbirhuatong
🌟NatubhaiPatel🌟huatong
Şarkı Sözleri
Kayıtlar
tumse milkar na jane kyu

tumse milkar na jane kyu

tumse milkar na jane kyu

aur bhi kuchh yaad aata hai

yaad aata hai

tumse milkar na jane kyu

tumse milkar na jane kyu

aur bhi kuchh yaad aata hai

yaad aata hai

aaj ka apna pyar nahi hai

aaj ka apna pyar nahi hai

janmo ka ye nata hai, ye nata hai

tumse milkar na jane kyu

tumse milkar na jane kyu

ho pyar ke kaatil, pyar ki dushman

lakh bani ye duniya diwani

ho hamne wafa ki raah na chhodi

hamne to apni haar na mani

us mod se bhi ham gujre hai

jis mod par sab lut jata hai

lut jata hai

tumse milkar na jane kyu

tumse milkar na jane kyu

aur bhi kuchh yaad aata hai

yaad aata hai

tumse milkar na jane kyu

tumse milkar na jane kyu

ek tere bina is duniya ki

har chiz adhuri lagti hai

tum paas ho kitne, paas magar

najdiki bhi duri lagti hai

pyar jinhe ho jaye unhe

kuchh aur najar kab aata hai

kuchh aur najar kab aata hai

tumse milkar na jane kyu

tumse milkar na jane kyu

aur bhi kuchh yaad aata hai

yaad aata hai

tumse milkar na jane kyu

tumse milkar na jane kyu

marke bhi kabhi jo khatam na ho

ye pyar ka wo afsana hai

tum bhi to hamare sath chalo

to hamko waha tak jana hai

wo jhum ke apni dharti se

aakash jaha mil jata hai

mil jata hai

tumse milkar na jane kyu

tumse milkar na jane kyu

aur bhi kuchh yaad aata hai

yaad aata hai

tumse milkar na jane kyu

tumse milkar na jane kyu

Shabbir'dan Daha Fazlası

Tümünü Görlogo

Beğenebilirsin