menu-iconlogo
logo

Main yun milun tujhe. Zafar Imam

logo
Şarkı Sözleri
Created by Zafar Imam

Main yun milun tujhe tera libaas hojaun

Main yun milun tujhe tera libaas hojaun

Bana ke tujhko samandar main pyas hojaun

INTERLUDE

Jo dede mujhe ijaazat, tu meri jaan mujhe

Bana ke chand mohabat, ke aasman ka tujhe

Kiran kiran main tere aas paas hojaun

Bana ke tujhko samandar main pyas hojaun

Bana ke tujhko samandar main pyas hojaun

Main yun milun tujhe tera libaas hojaun

INTERLUDE

Aaaaaa Aaaaaa

Oooo ooooo

Oo oo oo lala larala

Hui qubool jo bin mange, woh dua tu hai

Jo toot kar bhi na toote, woh silsila tu hai

Rahe adhoori na jo main, woh aas hojaun

Bana ke tujhko samandar main pyas hojaun

Bana ke tujhko samandar main pyas hojaun

Main yun milun tujhe tera libaas hojaun

INTERLUDE

Zamane wale na kafir kahen agar mujhko

Khuda ke baad main sajda karun piya tujhko

Khushi khushi main teri gham shanaas hojaun

Bana ke tujhko samandar main pyas hojaun

Bana ke tujhko samandar main pyas hojaun

Main yun milun tujhe tera libaas hojaun

Aaaaaaaaaaa

Aaaaaaaaaaaa

Ho ho hoooooo

La la lara la la

Shazia Manzoor, Main yun milun tujhe. Zafar Imam - Sözleri ve Coverları