Na kuch pucha
Na kuch maanga
Tunne dil se diya jo diya
Na kuch bola
Na kuch tola
Muskura ke diya jo diya
Tu hi dhup tu hi chaaya
Tu hi apna paraya
Aur kuch na jaanu
Bas itna hi jaanu
Tujhme rab dikhta hai
Yaara main kya karu
Tujhme rab dikhta hai
Yaara main kya karu
Sajde sir jhukta hai
Yaara main kya karoon
Tujhme rab dikhta hai
Yaara main kya karu
Kaisi hai ye duri
Kaisi majboori
Maine nazron se tujhe chhu liya
Ho ho kabhi teri khusboo
Kabhi teri baatein
Bin maange ye jahaan pa liya
Tu hi din ki hai raunak
Tu hi janmon ki daulat
Aur kuch na jaanu
Bas itna hi jaanu
Tujhme rab dikhta hai
Yaara main kya karu
Tujhme rab dikhta hai
Yaara main kya karu
Sajde sir jhukta hai
Yaara main kya karoon
Tujhme rab dikhta hai
Yaara main kya karu