Jo bhi kasme khai thi humne.
Wada kiya tha jo milke..
Tune hi jivan m laya tha mere savera.
Kya tumhe yaad hai... Kya tumhe yaad hai......
Din wo bade haseen the ratein bhi khusnaseeb thi... Tune hi jivan m laya tha
Mere savera.... Kya tumhein yaad hai..
Jaage jaage rehte the. Khoye khoye rehte the..
Karte the pyar ki batein..
Kabhi tanhayi m kbhi purwai m hoti thi roj mulakatein....
Teri en bahon m teri panaho m maine har lamha gujara... Tere es chehre ko chand sunhere ko maine to jigar m utara.
Kitne tere kareeb tha. M to tera naseeb tha.... Tune hi jivan m laya tha mere savera.
Kya tumhe yaad h.. Kya tumhe yaad hai.
Aaaaaaaaaaaaa
Din k ujalo mein khuabo khayalo main.
Maine tujhe pal pal dekha...
Meri zindgani tu meri kahani tu.
Tu h mere hathon ki rekha.
Maine tujhe chaha to apna bnaya to
Tune mujhe dil m basaya.
Pyar ke rango se.
Behaki umango se..
Tune mera spna sajaya.
Tere labon ko choom ke bahon m teri ghoom ke..
Maine basaya tha yadon m teri basera..
Kya tumhe yaad hai..
Ko nhi kasme khayi thi humne.
Wada kiya tha jo milke
Tune hi jivan m laya tha mere savera
Kya tumhe yaaf h
Kya tujhe yaad h..
Kya tujhe yaad hai....