Bolo, Siyavar Ramchandra ki (jai!) 
(Pranaam, Siya-Ram, kiya vishwa-kalyaan) 
(Bolo, "Ram, Siya-Ram, Siya-Ram") 
(Pranaam, Siya-Ram, kiya vishwa-kalyaan) 
(Bolo, "Ram, Siya-Ram, Siya-Ram") 
Aaya khushiyon ka din suhaana, lauta hai apna Rama 
Ayodhya phir se sajaa (Ram, Siya-Ram, Siya-Ram) 
Suno, ho raha hai ye halla, baithenge Ramlalla phir vahaan 
(Pranaam, Siya-Ram, kiya vishwa-kalyaan) 
(Bolo, "Ram, Siya-Ram, Siya-Ram") 
Har ghar, har dar pe diya tu jalaa de 
Jal, thal, sarhad pe bhagwa lehra de 
Aaya hai, chhaya hai, man mein samaaya hai 
Yahaan bhi, vahaan bhi, jaaye tu jahaan bhi goonje ek hi naam 
Pal-pal mein, yug-yug mein, har kshan mein Ram 
Har tan mein, har man mein, kan-kan mein Ram 
(Hey, pal-pal mein, yug-yug mein, har kshan mein Ram) 
(Har tan mein, har man mein, kan-kan mein Ram) 
(Pranaam, Siya-Ram, kiya vishwa-kalyaan) 
(Bolo, "Ram, Siya-Ram, Siya-Ram") 
(Pranaam, Siya-Ram, kiya vishwa-kalyaan) 
(Bolo, "Ram, Siya-Ram, Siya-Ram") 
  Is din ke intejaar mein dashakon se ye aankhein taras gayi 
Aayega, ye to vishwaas tha, ab jo tu yahaan lauta hai 
Swaagat-gaan gaaye jiske liye (bhakt Hanuman) 
Man mein karuna, jiske haath mein hai (teer-kamaan) 
Jeete bhi, marte bhi, kaam-kaaj karte bhi 
Sukh mein, dukh mein, har ek mukh mein garja ek hi naam 
Pal-pal mein, yug-yug mein, har kshan mein Ram 
Har tan mein, har man mein, kan-kan mein Ram 
(Hey, pal-pal mein, yug-yug mein, har kshan mein Ram) 
(Har tan mein, har man mein, kan-kan mein Ram) 
(Pranaam, Siya-Ram, kiya vishwa-kalyaan) Ho 
(Bolo, "Ram, Siya-Ram, Siya-Ram") 
(Pranaam, Siya-Ram, kiya vishwa-kalyaan) Bolo, "Ram, Siya-Ram)" 
(Bolo, "Ram, Siya-Ram, Siya-Ram") Jai-Jai Ram