menu-iconlogo
huatong
huatong
zakir-sudhmahadev-shukriya-cover-image

Shukriya

Zakir sudhmahadevhuatong
nina_005huatong
Şarkı Sözleri
Kayıtlar
Idhar teri baat aur

Udhar tera rasta

Mein koshish karun jane ki par

Diya tune wasta

Mein tera jaane tha kya

Tu mere liye khaas tha

Saans mujhe aati na

Tu hi meri saans tha

Tu hi meri saans tha

Tu hi meri saans tha

Tu hi meri saans tha

Idhar teri baat aur udhar tera rasta

Mein koshish karun jane ki par

Diya tune wasta

Mein tera jaane tha kya tu

Mere liye khaas tha

Saans mujhe aati na

Tu hi meri saans tha

Tu hi mathe pe

Tu uss ki lakeer mein

Tu hi tha naseeb mein

Tu hi taqdeer mein

Tu hi meri aankhon mein aur

Tu hi tasveer mein

Tu hi meri qaid mein aur

Tu hi zanjeer mein

Tu hi meri zindagi aur

Tu hi mujhse aashna

Tu hi meri neend thi aur

Tu hi mera khaab tha

Tu hi khul e aam tha

Tu hi mera raaz tha

Tu hi aain sheen tha aur

Tu hi, Tu hi, Tu hi mera Qaaf tha

Tu hi mera Qaaf tha

Tu hi mera Qaaf tha

Tu hi mera Qaaf tha

Jism bass khaak hai

Meri kya awkaat hai

Niyat teri saaf hai toh

Khoon tera paak hai

Qayamat ke aasaar hain

Duniya se piyar

Zaroorat tujhe jism ki aur

Haath talwaar

Haath sane khoon se

Kachehri ek bazaar hai

Zulm ki rihaayi

Be gunah giraftaar

Thode thode lafzon mein

Mote mote lafzon mein

Mujhse jo hoska inn

Chhote chhote lafzon mein

Bayan meine kardiya

Badi badi nadiyan

Tedhe medhe raaste

Beetee hui sadiyan

Khushgwaar waadiyan

Khubsurat duniya sab ke hi waste hai

Malik tera shukriya

Malik tera shukriya

Malik tera shukriya

Malik tera shukriya

Malik tera shukriya

Zakir sudhmahadev'dan Daha Fazlası

Tümünü Görlogo

Beğenebilirsin