menu-iconlogo
huatong
huatong
zeeshan-haider-badnaam-cover-image

Badnaam

Zeeshan Haiderhuatong
sirius1206huatong
Şarkı Sözleri
Kayıtlar
Le chale ho noor saara

Dard bhi le jao na

Pyaar tha wo thi khata

Ya ek weham samjhao na

Kal talak tum hamsfar thy

Aaj phir huye ajnabi

Hum saath thy mujhe tha yaqeen

Ya khawab tha batlao na

Tum jo bhool rahy ho humko

Ab yaad nahi karna

Par Badnaam wafa ko aise

Mere baad nahi karna

Tum jo bhool rahy ho humko

Ab yaad nahi karna

Par Badnaam wafa ko aise

Mere baad nahi karna

De diya hamein zehr kyun

Marham bhi tere paas tha

De diya hamein zehr kyun

Marham bhi tere paas tha

Na thi Qadar tujhe ishq ki

Na pyaar ka ehsaas tha

Bas ek dafa mere saamne

Is baat pe pachtao naa

Tum jo bhool rahy ho humko

Ab yaad nahi karna

Par Badnaam wafa ko aise

Mere baad nahi karna

Todna tha dil agar yun

Khail kar na todte

Bol daite ek dafa

Aise to na moh modte

Tumne socha hi nahi

Kya haal hoga ishq ka

Ruswa hogi ye mohabbat

Sar jhuka le gi wafa

Apni wafa ki kahaniya

Duniya ko bhi sunao na

Tum jo bhool rahy ho humko

Ab yaad nahi karna

Par Badnaam wafa ko aise

Mere baad nahi karna

Tum jo bhool rahy ho humko

Ab yaad nahi karna

Par Badnaam wafa ko aise

Mere baad nahi karna

Zeeshan Haider'dan Daha Fazlası

Tümünü Görlogo

Beğenebilirsin