..
Kaun samjhega un ka dard bhala
Jin ke dhadkan
Ne
Chot khaayi hai
Log kehte hain
Yahaan ishq jise
Aisa lagta hai
Bewafaai hai
....
Mujhe laakh samjhaaya
..
Dil ne mere
..
Mujhe laakh samjhaaya
Dil ne mere
Haan magar maine dil ki
Na maani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Mujhe laakh samjhaaya
Dil ne mere
Haan magar maine dil ki
Na maani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
....
Main deewana hoon
In adaon ka
Maine to pyaar kiya hai
Tumse
Zindagi bhar
Tumhein hi chaahoonga
Maine ikraar kiya hai
Tumse
Main bhi saajan
Tumhaari chaahat mein
Saari duniya ko
Bhool jaoongi
Saath seh loongi
Saare dard do gham
Dil ki rishte ko main nibhaoongi
..
Bhoolaoongi kaise
Bhala mere saajan
Mohabbat bhari
Yeh nishaani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
....
Neend jab tootegi to
Hosh mein aaoongi main
Kaun hai kaisa hai woh
Sab ko batlaoongi main
Saari duniya ke aage
Kissa yeh aam karke
Jaoongi is mehfil se
Usko badnaam karke
Usne dil toda mera
Uska dil tod doongi
Woh na samjhe ke usko
Aise hi chod doongi
Maine us bewafaa ko pooja hai
Maine to pyaar
Sirf pyaar kiya
Do jahaan ko bhula ke
Maine to
Apne dilbar
Pe jaanesaar kiya
Kabhi sochti hoon
Jo main beeti baatein
Barasta hai
Aankhon se
Paani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani