Meri Jaanib Bhi Ho Ek Nigah E Karam
Aye Shafee Ul Waraa Khaatam Ul Anbiyaa
Aap Noor E Azal Aap Shamm E Haram
Aap Shams Ud Duhaa Khaatam Ul Anbiyaa
Aye Diroo’n Az Sukhan
Shahid E Zulminan
Fakhr O Shaan E Zaman
Sadd E Baab E Mohan
Noor E Haqq Min Vo Ann
Maayaa E Jaan O Tann
Marhabaa Marhabaa Khaatam Ul Anbiyaa
Marhabaa Marhabaa Khaatam Ul Anbiyaa
Aye Jameel Ush Shi’am
Aye Imaam Ul Umam
Aap Hain
Sahib E Jood O Abr E Karam
Hasti E Mohtanam Qibla E Mohtaram
Aye Rasool E Khudaa Khaatam Ul Anbiyaa
Aye Rasool E Khudaa Khaatam Ul Anbiyaa
Aye Faseeh Ul Bayaa’n
Aye Baleegh Ul Lisaa’n
Aye Waheed Uz Zamaa’n
Maa’ Waraay E Gumaa’n
Aap Kaa Noor Hai Az Karaa’n Ta Karaa’n
Shahid E Kibriyaa Khaatam Ul Anbiyaa
Shahid E Kibriyaa Khaatam Ul Anbiyaa
Mursil E Mursilaa’n
Sarwar E Arshiya’n
Haadi E Inns O Jaa’n
Muqbil E Muqbilaa’n
Aap Ki Zaat Hai Baa’is E Kun Fikaa’n
Raaz E Arz O Samaa Khaatam Ul Anbiyaa
Raaz E Arz O Samaa Khaatam Ul Anbiyaa
Aap Hain Haqq Nigarr
Aap Hain Haqq Rasaa
Sidrat Ul Muntahaa
Aap Ke Zer E Paa
Aap Hain Mazhar E Zaat E Rabb’ Ul Ulaa
Rahbar E Haqq Numaa Khaatam Ul Anbiyaa
Rahbar E Haqq Numaa Khaatam Ul Anbiyaa
Aap Fakhr E Ajam Aap Shaan E Arab
Aap Fazl E Utam Aap Rehmat Laqab
Sarwar E Zee Hasham Shah E Waalaa Nasab
Murtazaa Mujtabaa Khaatam Ul Anbiyaa
Murtazaa Mujtabaa Khaatam Ul Anbiyaa
Aap Hain Wajh E Takhleeq E Kon O Makaa’n
Aap Ke Damm Se Hai
Yeh Zamee’n Aasmaa’n
Aap Hain Be Nishaani Ka Bayyan Nishaa’n
Aye Shah E Do Saraa Khaatam Ul Anbiyaa
Aye Shah E Do Saraa Khaatam Ul Anbiyaa
Aap Ke Sar Pe Laulaak Kaa Taaj Hai
Aap Hi Ko Faqat Fakhr E Mairaaj Hai
Aap Ke Haath Islam Ki Laaj Hai
Yaa Nabi Mustafaa Khaatam Ul Anbiyaa
Yaa Nabi Mustafaa Khaatam Ul Anbiyaa
Meri Jaanib Bhi Ho Ek Nigah E Karam
Aye Shafee Ul Waraa Khaatam Ul Anbiyaa
Aap Noor E Azal Aap Shamm E Haram
Aap Shams Ud Duhaa Khaatam Ul Anbiyaa
Aap Shams Ud Duhaa Khaatam Ul Anbiyaa