menu-iconlogo
logo

Jisko Hamne Apna Samjha

logo
بول
Jisko hamne apna samjha woh nikla begana

Shesha jaise toot raha ho tuta dil deewana

Kabhi pyaar na karenge aitbaar na karenge

Kitna mushkil hai tumko aur abb khud ko samjhana

Dil ki manjil aur kahi hai aur kahin ab jaana

Kabhi pyaar na karenge aitbaar na karenge

Kabhi pyaar na karenge aitbaar na karenge

Mere khyalon mein sirf tumho bhulau tumko kaise

Chale gaye ho dur itne bulau tumako kaise

Kyun maine ki hai yeh bewafayi bataau tumko kaise

Meri sunoge toh ro padoge rulaau tumko kaise

Jiski kismat mein ho rona usko kya behlaana

Shesha jaise toot raha ho tuta dil deewaana

Kabhi pyaar na karenge aitbaar na karenge

Kabhi pyaar na karenge aitbaar na karenge

Tumhe jagakar main so sakungi yeh toh nahi hai mumkin

Mujhe pata hai main janti hoon jina hai kaise tum bin

Agar tumhe bhi hai dard itna toh kyun juda ho mujhse

Tumhare dil mein na koi shikwa toh kyun khafa ho mujhse

Likha jo rab ne wahi toh hoga likha hai jo afsana

Likha jo rab ne wahi toh hoga likha hai jo afsana

Dil ki manjil aur kahi hai aur kahin ab jaana

Kabhi pyaar na karenge aitbaar na karenge

Kabhi pyaar na karenge aitbaar na karenge

Jisko hamne apna samjha woh nikla begana

Shesha jaise toot raha ho tuta dil deewana

Kitna mushkil hai tumko aur ab khud ko samjhana