Jaan se bhi zyada chaaha tha jisko
Usne hi dhoka diya, usne hi dhoka diya
Nadaan thi jo kuchh bhi na samjhi
Chaahat ko ruswa kiya, chaahat ko ruswa kiya
Bana ke usi ne ujaada mera aashiyan
Woh kaisi ladki thi jise tu pyaar karta tha
Ek aisi ladki thi jise main pyaar karta tha
Jeeti thi jiske liye, jiske liye marti thi
Ek aisa ladka tha jise main pyaar karti thi
Ek aisa ladka hai jise main pyaar