Vaise muje amiron se milne ka
Koyi khaas shauk nahin hai
To phir mujse pyaar kyun kiya? haan
Ye kambakht dil hai ki galti kar baithta hai
Aur bhugatna hamko padataa hai, to bhugto
Kabhi mujko hansaae, kabhi mujko rulaae
Muje kithna sataati hai
Kabhi mujko hansaae, kabhi mujko rulaae
Muje kithna sataati hai
Vo ladkee bahut yaad aatee hai
Vo ladkee bahut yaad aatee hai
Vo ladkee bahut yaad aatee hai
Vo ladkee bahut yaad aatee hai
Mere sapanon mein aaye, mere dil ko churaae
Muje kithna sataata hai
Vo ladka bahut yaad aathaa hai
Vo ladka bahut yaad aathaa hai
Vo ladka bahut yaad aathaa hai
Vo ladka bahut yaad aathaa hai
Dekha use jab pehlee baar
Ban gaya deewaanaa, main yaar
Karke anjaanaa iqaraar
Le gayi dil ka chain, qaraar
Dekha use jab pehlee baar
Ban gaya deewaanaa, main yaar
Karke anjaanaa iqaraar
Le gayi dil ka chain, qaraar
Thodisi ghabaraai thi, thodisi sharmaai thi
Kithna pyaaraa mukhdaa hai
Vo to chaand ka tukdaa hai
Jaane kahaan chhup jaatee hai
Vo ladkee bahut yaad aatee hai
Vo ladkee bahut yaad aatee hai
Vo ladkee bahut yaad aatee hai
Vo ladkee bahut yaad aatee hai