Jazba E Junoon
Album: Talaash
Singers:Ali azmat
Hai jazba junoon to himmat na haar
Hai jazba junoon to himmat na haar
Justujoo jo kare wo, chue aasmaan
Mehnat, apni hogi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki, nazron mein pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai hamara
Apna ghar, apni sar zameen
Sab kuch hai bas yaheen
Itna to hai, hum ko yakeen
Hai jazba junoon to himmat na haar
Justujoo jo kare wo, chue aasmaan
Mehnat, apni hogi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki, nazron mein pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai hamara
Badhna hai, aage har kadam
Jab tak hai dam mein dam
Badhna hai aage har kadam
Jab tak hai dam mein dam
Hogi kabhi, himmat na kum
Hai jazba junoon to himmat na haar
Justujoo jo kare wo, chue aasmaan
Mehnat, apni hogi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki, nazron mein pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai hamara
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai hamara
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai hamara
Pakistan hai tumhara