Eh hey hey eh eh..
Aa ha ha aa aa..
La la la aa..
La la la aa aa aa..
Mera mann kyoon tumhe chaahe
Mera mann
Na jaane jud gaya kaise
Yeh bandhan
Mera mann kyoon tumhe chaahe
Mera mann
Na jaane jud gaya kaise
Yeh bandhan
Kaisi yeh deewaangi
Kaisa yeh deewanapan
Mera mann kyoon tumhe chaahe
Mera mann
Main deewani ban gayi
Tumne aisa kya kiya
Meri neendein loot li
Chain bhi mera liya
Mera dil meri jaan ho
Tum abhi naadaan ho
Ishq se anjaan ho
Mera mann kyoon tumhe chaahe
Mera mann
Pyaar kehte hai kisse
Hota hai yeh dard kya
Aaj pehli baar yeh maine jaana dilrooba
Jaagi jaagi so gayi
Kis jahan mein kho gayi
Kya se kya main ho gayi
Mera mann kyoon tumhe chaahe
Mera mann
Na jaane jud gaya kaise
Yeh bandhan
Kaisi yeh deewaangi
Kaisa yeh deewanapan
Mera mann kyoon tumhe chaahe
Mera mann
Mera mann
Haan mera mann