menu-iconlogo
huatong
huatong
amaal-malik-tu-mera-nahi-cover-image

Tu Mera Nahi

Amaal Malikhuatong
Akku_♥️huatong
بول
ریکارڈنگز
Chala gaya main door tune bhi roka nahi

Dil ko dard aisa mila jiski dawa nahi

Lad pada lakeeron se par kuch bhi hua nahi

Chalo ye maan bhi liya ab tu mera nahi

Tu mera nahi

Chala gaya main door tune bhi roka nahi

Hmm..aan..aan..ohh

Aann..aann..ohh

....

Door jaane pe tere

Paas aata tha main

Ruth jaane pe tere

Sar jhukata tha main

Bin tere

Zindagi

Ka main kya karun

Kis tarah maan lu

Tu mera main tera nahi

Main wahin pe tha magar tune hi dekha nahi

Teri khushi ko dekh kar maine kuch kaha nahi

Lad pada lakeeron se par kuch bhi hua nahi

Chalo ye maan bhi liya ab tu mera nahi

Kyun mera nahi

Chala gaya main door tune bhi roka nahi

Ohh..aan..ann..ohh

Aan..aan..ohh

....

Ann..aan..ohh

Aan..aan..ohh

Karaoke By - Akku_

Amaal Malik کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے