Hume har ghadi Aar...zu hai tumhari,
Hoti hai kaisi Sanam.. Bekarari,
Miloge jo Tum to... 2
Batayenge hum....
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam.. 2
Kasam chahe Le lo 2
Khuda ki kasamm..
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Hamari gazal hai, Tasavvur Tumhara
Tumhare bina ab, na jeena Hamara
Tumhein yun hi chaahenge 2
Jab tak hai dam..
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam 2
Kasam chaahe le lo 2
Khuda ki kasam..
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam 2