Pal do pal
Ki kyun hai zindagi
Iss payar ko hai
Sadiyan kayfi nahi
Toh khuda se maag loon
Mohalat main ek nayi
Rehna hai bas yahaan
Ab door tujhse jaana nahi
Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera hamdard hai
Teri muskurahatein hai taaqat meri
Mujkhko inhi se ummeed mili
Chaahe kare koi sitam ye jahan
Inme hi hai sada hifaazat meri
Zindagaani badi khoobusurat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera hamdard hai
Wooo wooo wooo wooo
Wooo wooo wooo wooo
Teri dhadkano se
Hai zindagi meri
Khwashishein teri
Ab duaaein meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri meri jaan jo ek hui
Lotunga yahan tere pass main hann
Wada hai mera mar bhi jaum kahin
Jo tu mera hamdard hain
Jo tu.mera humdard hai
Suhaana har dard hain
Jo tu mera humdar hai
Hmmmm.....humdard hai
Hummm.....haumdard hai
Hmmmm.....humdard hai
Hmmmm.....humdard hai