menu-iconlogo
huatong
huatong
بول
ریکارڈنگز
Tu paas hai, mere paas hai aise

Mera koi ehsaas hai jaise

Tu paas hai, mere paas hai aise

Mera koi ehsaas hai jaise

Haaye, main mar hi jaaun jo tujhko na paaun

Baaton mein teri main raatein bitaun

Hothon pe lamha-lamha hai naam tera, haaye

Tujhko hi gaaun main, tujhko pukaarun

Saiyaara, tu toh badla nahi hai

Mausam zara sa rootha hua hai

Saiyaara, tu toh badla nahi hai

Mausam zara sa rootha hua hai (Hai)

Beete lamhon se duniya basa loon

Main toh tere aansuon ka bana hoon

Meri hansi mein teri sadayein

Teri kahani khud ko sunau

Yaadon ke taare—

Yaadon ke taare tootenge kaise

Mere hai jo woh roothenge kaise

Beete dino ki kholi kitabein

Guzrе palon ko kaise bhula de

Haaye, main mar hi jaaun jo tujhko na paaun

Baaton mеin teri main raatein bitaun

Hothon pe lamha-lamha hai naam tera, haaye

Tujhko hi gaaun main, tujhko pukaarun

Saiyaara, tu toh badla nahi hai

Mausam zara sa rootha hua hai

Saiyaara, tu toh badla nahi hai

Mausam zara sa rootha hua hai

Arslan Nizami/Faheem Abdullah/Irshad kamil/Tanishk Bagchi کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے

Saiyaara بذریعہ Arslan Nizami/Faheem Abdullah/Irshad kamil/Tanishk Bagchi - بول اور کور