menu-iconlogo
huatong
huatong
asad-iqbaal-naat-sharif-cover-image

Naat Sharif

Asad Iqbaalhuatong
Chand💕Candy💕huatong
بول
ریکارڈنگز
Shah e Madina shah e Madina

shah e Madina shah e Madina

Shah e Madina shah e Madina.

Yasrab ke wali saare nabi tere

dar ke sawali

shah e Madina shah e Madina

jalwe hain saary tere hi dum se

abad e alam tere karam se

jalwe hain saary tere hi dum se

abad e alam tere karam se

Baki her ek shaih baki her ek shaih

Nakshay khayli saare nabi tere

dar ke sawali

Shahe Madina shah e Madina

tere liya hi duniya bani ha

neelay falak ki chadar tanee hai

tere liya hi duniya bani ha

neelay falak ki chadar tanee ha

tu agar na hota, tu agar na hota

Duniya thi khali saare nabi tere

dar ke sawali

shah e Madina shah e Madina

Tuney jahaan ki mehfil sajai

Tarikiyon mein shama jalai

Tuney jahaan ki mehfil sajai

Tarikiyon mein shama jalai.

Har smit chayee har smit chaayee

Thi raat kaali saare nabi tere

dar ke sawali

shah e Madina shah e Madina

shah e Madina shah e Madina

YAsrab ke waali saare nabi tere

dar ke sawali

Shah e Madina shah e Madina

Asad Iqbaal کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے