1st singer male
2nd singer female
dard to rukne kaa
ab naam nahin letaa he
dard to rukne kaa
ab naam nahin letaa he
shabr se dil bhi meraa 2
kaam nahin letaa he
dard to rukne kaa
ab naam nahin letaa he
dard to rukne kaa
jabase bakshe he meri
ankhon ko aansu tuune 2
tabase divaana dil 2
aaraam nahin letaa he
sabar se dil bhi meraa 2
kaam nahin letaa he
dard to rukne kaa naam nahin letaa he
dard to rukne kaa
itnaa sangdil he ke barbaad
wo karke mujhako 2
apane sar koi bhi 2
iljaam bhi letaa he 2
sabar se dil bhi meraa 2
kaam nahin letaa he
dard to rukne kaa ab naam nahin letaa he
dard to rukne kaa
ye inayat bhi nahin kam
mere harjaai kii 2
zakhm detaa he magar 2
daam nahin letaa he 2
sabar se dil bhi meraa 2
kaam nahin letaa he
dard to rukne kaa ab
naam nahin letaa he 2
dard to rukne kaa