Tere sath jo mera sath hai
Phir kya mushkil ki baat hai
Tere sath jo mera sath hai
Phir kya mushkil ki baat hai
Phir dekho saharay
Dosto se baharain
Is rishtay ko hai yeh dua
Dukh mil k sawarein
Sukh mil k guzarein
Yaar Yaaron Se Hon Na Juda
Chahay jitni deewarein
Hosla phir na haarein
Yaar Yaaron Se Hon Na Juda
Nana na na nanaâ¦
Nana na na nanaâ¦
Nana na na na naaâ¦
Kya hai mann mei kaheen
Dil mein yeh jhaank lein
Rang chehray ke saray parhein
Woh jo har dard ke
Samnay aa gaye
Khud ko mushkil k aagay karain
Kya hai mann mei kaheen
Dil mein yeh jhaank lein
Rang chehray ke saray parhein
Woh jo har dard ke
Samnay aa gaye
Saray mil k pukarain
Gham mil k sudharein
Is rishtay ko hai yeh dua
Dukh mil k sawarein
Sukh mil k guzarein
Yaar Yaaron Se Hon Na Juda
Chahay jitni deewarein
Hosla phir na haarein
Yaar Yaaron Se Hon Na Juda
Oh Yaar Yaaron Se Hon Na Judaâ¦
Nana na na nanaâ¦
Nana na na nanaâ¦
Nana na na na naaâ¦
Aik dhagay mein hain
Jo piroye huay
Ik girah ki tarah hum lagain
oo..Waqt kaisa bhi ho
Sath rehtay hain woh
Dil mein rakhi ho jin ki jageh
Yun nazar se utarein
Jaan bhi sar se waarein
Is rishtay ko hai yeh dua
Dukh mil k sawarein
Sukh mil k guzarein
Chahay jitni deewarein
Hosla phir na haarein
Yaar Yaaron Se Hon Na Juda
Yaar Yaaron Se Hon Na Judaaaaâ¦
Dukh mil k sawarein
Sukh mil k guzarein
Yaar Yaaron Se Hon Na Juda
Chahay jitni deewarein
Hosla phir na haarein
Yaar Yaaron Se Hon Na Juda
Oh Yaar Yaaron Se Hon Na Judaâ¦
Nana na na nanaâ¦
Nana na na nanaâ¦
Nana na na na naaâ¦
Pak Army Zindabad!