menu-iconlogo
huatong
huatong
ayaz-786-atif-aslam-old-melodies-mashup-cover-image

Atif Aslam Old Melodies Mashup

Ayaz_786huatong
poetrystarhuatong
بول
ریکارڈنگز
Aakash ka soona pan mere tanha mann mein

Payal Chankaati tum aajao jeevan mein

Saansen lekar apni sangeet amar kardo

Banjao meet mere meri preet amar kardo

Jag ne cheena mujhse mujhe jo bhi laga pyaara

Sab jeeta kiye mujhse main har dum hee haara

Tum haar ke dil apna meri jeet amar kardo

Banjao meet mere meri preet amar kardo

Honton se chu lo tum mera geet amar kardo

Kahin dur jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye

chupke se aaye

Mere khayaalon ke aangan mein koi sapnon ke deep jalaaye

deep jalaaye

Kahin dur.

Kabhi toh yeh jab huwi bojhal saansen bhar aayi baithe

baithe jab yunhin aankhen

Tabhi machal ke pyaar se chal ke chhuye par mujhe koi nazar

na aaye nazar na aaye

Kahin dur jab din dhal jaye saanjh ki dulhan badan churaye

chupke se aaye

Yaad hai mujhko tune kaha tha tumse nahi ruthenge kabhi

Dil ki tarah se aaj mile hain kaise bhala chutenge kabhi

Meri baahon mein beeti har shaam bewafa yeh bhi kya yaad

nahin

Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada

Woh kehne waley mujhko fareebi kaun fareebi hai yeh bata

Woh jisne gham liya pyaar ki khaatir ya jisne pyaar ko bech

diya

Nasha daulat ka aisa bhi kya ki tujhe kuch bhi yaad nahin

Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada(aaaa)

Shama kahe parwane se, pare chala jaa

meri tarah jal jayega, yahaan nahin aa

woh nahin sunta usko jal jaana hota hai

har khushi se, har gham se, begaana hota hai

(Sing it all of you)

pyaar dewaana hota hai, mastaana hota hai

har khushi se, har gham se, begaana hota hai

Zindagi ke safar mein, guzar jate hain jo maqaam

woh phir nahin aate, woh phir nahin aate

phool khilte hain, log milte hain

phool khilte hain, log milte hain yunhin

patjhad main jo phool murjha jate hain

woh baharon ke aane se khilte nahin

kuchh log jo yunhin bichad jate hain

woh hazaron ke aane se milte nahin

ek baar chale jaate hai jo dino-raat subho-shaam

woh phir nahi aate, woh phir nahi aate

Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate!

Ayaz_786 کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے