menu-iconlogo
huatong
huatong
azaan-ali-bara-dushman-bana-phirta-hai-cover-image

Bara Dushman Bana Phirta Hai

Azaan Alihuatong
preno121huatong
بول
ریکارڈنگز
Bata kia pochta hai woh

Kitaabon mein milon ga mein

Kiye Maa se hain jo mein ne

Ke waadon mein milon ga mein

Mein aane wala kal

Mujhe kyun woh aaj maare ga

Ye uska weham hoga ke

Woh aise khawab maary ga

Tumhara khoon na is liye

Acha lara hon mein

Bata aya hn dushman ko

Ke us se to bara hon mein

Mein aisi qoum se hon

Jis ke bachon se darta hain

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Wo jab aaty huye mujhko

Gale tum ne lagaya tha

Aman Allah kaha mujhko

Mera beta bulaya tha

Khuda ke aman ki raah mein

Kahan se aa gaya tha woh

Jahan tak chomti thi Maa

Wahan tak aa gaya tha woh

Mein aisi qoum se hon

Jis ke woh bachon se darta hain

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Mujhe jana para hai per

Mera bhai kary ga ab

Mein jitna na parha wo tab

Mera bhai parhy ga ab

Abhi Baba bhi baqi hain

Kahan tak jaa saky ge tum

Abhi wada raha tum se

Yahan na aa saky ge tum

Mein aisi qoum se hon

Jis ke woh bachon se darta hain

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Bara dushman bana phirta hai

Jo bachon se larta hai

Azaan Ali کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے