zulm ki teer chale kuchh aiseee
lut gaya dil ka baaaaagh
duniyan ne wo zakhm diya
jo ban gaya gehra daag
bhagwan ik kasoor ki
itni badi saza
duniyan teri yehi hai
to duniya se main chala
bhagwan ik kasoor ki
itni badi saza
duniyan teri yehi hai
to duniya se main chala
duniyan ke zaalimon ne
chalaayi wo andhiyan
duniyan ke zaalimon ne
chalaayi wo andhiyan
chalaayi wo andhiyan
saare charag bhujh gaye
main dekhta raha
duniyan teri yehi hai
to duniya se main chala
bhagwan ik kasoor ki
itni badi saza
duniyan teri yehi hai
to duniya se main chala
main to samjh raha tha
mere daag dhul gayee
main to samjh raha tha
mere daag dhul gayee
mere daag dhul gayee
hoga kuchh aur khoon e jigar
ye pata na tha
duniyan teri yehi hai
to duniya se main chala
bhagwan ik kasoor ki
itni badi saza
duniyan teri yehi hai
to duniya se main chala
mujhsa na badnaseeb ho
koi jahaan mein
mujhsa na badnaseeb ho
koi jahaan mein
koi jahaan mein haye
jo bhi mila usi ne
gunahagar hi kaha
duniyan teri yehi hai
to duniya se main chala
bhagwan ik kasoor ki
itni badi saza
duniyan teri yehi hai
to duniya se main chala