menu-iconlogo
huatong
huatong
devil-todun-taak-cover-image

Todun Taak

D'Evilhuatong
s_r_bakerhuatong
بول
ریکارڈنگز
Jab life mauka degi kya karega?

Aane dega ki jane dega

Ghumake dene ka sulake dene ka

Door khada hai toh paas bula ke dene ka

Lita ke dene ka bitha ke dene ka

Mar jayenga toh saala chita pe dene ka

Chhodne ka nahi na rukega kitna maheena

Gardan pakad li to chhod denge sehna

Gutter se aate to keede karenge na

Jeetenge kaise nai seedhe bharenge na

Baatein nahi seedha hath hi ghumate hain

Ek phatke mein seedha hathi sulate hain

Hard wale shooter apan focus ni chhodte

Focus kya chhote apan kisi ko ni chhodte

Ek phatke mein 25 log let jayenge

Jo bhi halke mein le raha uspe baith jayenge

Patthar vatthar nahi seedha pahaad dunga

Toofaan hoon chhote tera mausam bigaad dunga

Todun taak todun taak, lita ke dene ka

Todun taak todun taak, baatein nahi seedha

Todun taak todun taak, upper cut maar de

Todun taak todun taak, ghuma ke dene ka

Salaam dua sab asli mangta hai

Sahi salamat haddi pasli mangta hai

Jungle ke kanoon ko jungli mangta hai

Chhote button dabane ko bhi ungli mangta hai

Maarne ko aayela hai main haarne ko nahi

Seedha phaadne ko aayela hai main taadne ko nahi

Apan todne ko aayela hai jodne ko nahi

Seedha phodne ko aayela hai abhi chhodne ko nahi

Tees bees nahi seedha bichha denge patte

Gaad denge aisa tum ukhad bhi ni sakte

Dushman hai tera jo tere ko nahi manta

Khuda ko kya jaanega jab khud ko nai janta

Seene wale jutte vi woh phadte rahenge

Aur kitna bhi tum dhasoge ukhadte rahenge

Ya to pyaar se rahenge aur maar sahenge

Ya phir ek baar mein chhote sidha char karenge

Todun taak todun taak, Bulake Dene Ka

Todun taak todun taak, baatein nahi seedha

Todun taak todun taak, upper cut maar de

Todun taak todun taak, Ek Phatke Mein Seedha,

Todun taak todun taak, lita ke dene ka

Todun taak todun taak, baatein nahi seedha

Todun taak todun taak, upper cut maar de

Todun taak todun taak, ghuma ke dene ka

D'Evil کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے