Khudaya tu bata mere liye
Hai behtar kya
Kabhi to rubaru hoke mil tu beparwah hai tujhse seekha
Na tu kaise sab k dil padta aaj hu anjaan
Kal talak main jinka dil bar
Tha lekin mein beparwah
Na mujhe afsos hai sambhalna seekha wahan pe
Jaape toota dil roz hai na bol paau kuchh
Hu jab talak khamosh mai karunga saari baatein
Jab tu le lega agosh mai naa mujhko
Fikar meri tujhse to
Kuch chhupa nahi tu hai mujhme basta yahi
Wajah ki mai jhoka nahi kagaz pe khoon har raat di
Hai kurbani har raat khudko jalaya aur
Ab talak mai bhula nahi
Musafir zindagi safar se apne
Behka nahi
Aukaat ke hisab se badalta kabhi leja nahi shayari
Khoon mein thi bachpan se
Dekha wahi alvida sabko na sambhalu itna bura
Beta nahi har mushkil daud dekha fir bhi main
Dara nahi wo aisi kya hai cheez jisne maut ko hai
Chaka nahi dil se bante gaane isne
Pet mera bhara nahi par phir bhi karta ada meri kala
Hoti kaja nahi
Le raha sanse jaha chal
Rahi hai hawa nahi me bhi gunehgaar bas me chodta
Hu gawa nahi choti umar me jo na kiya aisa
Nasha nahi ab jana zimedari se jyada kisi
Me maza nahi aur meri haar
Jeet teri meri jeet alag hai jeet jau ghar
Ko khud ki chhat dila du agar
Main ab yahi nasha mera ab yahi
Talab hai aur mera
Kya mere hisse me pehle se ek kabar hai ye mera dard
E dil hai na koi ghazal hai
Yahi toh farak hai rooh hai gustaakh ye
Zindagi ek sadak hai galtiyo mein sabak hai
Seekh ke hum sambhalte
Imaan pakka nuksaane pe na
Bhadakte khuda se aashiqi mohabbat mera majhab
Hai mai jaata hu ram ram kyuki mera
Madad hai khuda hai ek naam bas hai alag tu
Na bhatak be saanso ki kami dam ya toote wo bhi
Tadap ke bhooka hai nizaam par wo khaata nahi
Taras hai banau eid ki aur kaise aati sharam
Hai tyohar pe khareeda kitno ne maut ka
Kafan hai ab tak
Salamat ghar hai mera maulat karam hai par jalti dekhi
Laashe murda hote dekhe dafan hai rasto pe log
Insaaniyat ka katal hai
Khoon banati chad uspe khil raha bas kamal hai