menu-iconlogo
huatong
huatong
ghulam-mustafa-qadri-kursi-par-koi-bhi-baithey-cover-image

Kursi Par Koi Bhi Baithey

Ghulam Mustafa Qadrihuatong
nablayehuatong
بول
ریکارڈنگز
Uske karam ke sab hai bhikari

Uske karam ke sab hai bhikari

Kya raja maharaja hai

Kya raja maharaja hai

Uske karam ke sab hai bhikari kya raja maharaja hai

Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai

Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Haidar ka laadla hai wo Zahra ka laal hai

Beshak mera Moin Muhammad ki aal hai

Deewano ko kis baat ka aakhir malaal hai

Raja ko apni parja ka pura khayaal hai

Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai

Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai

Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Har aankh chahati hai ziyaarat Moin ki

Har dil me bas gayi hai mohabbat Moin ki

Is sar zameene hind ke shaaho ne keh diya

Mehshar talak rahegi huqumat Moin ki

Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai

Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai

Pyaara hai Hasnain ka beshak Nabi ki aal hai

Sanjar wala Peer mera Sayyada ka laal hai

Mast mastan har haal me khushaal hai

Mast mastan har haal me khushaal hai

Chistiya daaman jo pakde woh maala maal hai

Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai

Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai

Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Tu dar badar ki thokre ek baar kha ke dekh

Milta hai kya kisi se zaraa aazmaa ke dekh

Tu jin se mil raha hai ye saare ghulam hai

Raja ko dekhna hai to ajmer jaake dekh

Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai

Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai

Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Ghulam Mustafa Qadri کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے