Hayya ‘ala-salatt, Hayya ‘alas-salāt…
Suno aie momino
Suno aie momino, chalo namaz parhein
Suno aie momino, chalo namaz parhein
Namaz husn e bandgi, namaz to namaz hai
Namaz husn e bandagi, namaz to namaz hai
Khuda ki iss mein hai khushi, namaz to namaz hai
Suno aie momino, chalo namaz parhein
Namaz say yeh maat kaho, mujhe buhat say kam hain
Kaho to kaam say yehi, namaz to namaz hai
Suno aie momino, chalo namaz parhein
Mosibatain na bandishain na rizk ki rukawatein
Mosibatein na bandishein na rizq ki rokawatein
Hai mushkaloon ka hal yehi, namaz to namaz hai
Suno aie momino, chalo namaz parhein
Tu parh namaz qabl ke teri aada namaz ho
Tu parh namaz qabl kay teri aada namaz ho
Guzar na jaye yeh zindagi, namaz to namaz hai
Suno aie momino, chalo namaz parhein
Namaz e panjgana tum parho ujagr e hazeen
Namaz e panjgana tum parho ujagr e hazeen
Karo youn Rab ki bandgi, namaz to namaz hai
Suno aie momino, chalo namaz parhein
Suno aie momino, chalo namaz parhein