Dil diya tha keh ke tujhko
Dil yeh mera tera ho gaya
Ghar tha baitha shaam ko tere
Raat se haan savera ho gaya
Saalon ka rista anjaana ho gaya
Tumse mile the haan zamana ho gaya milne ko tadpe begana ho gaya
Dil mera dhadke zamana ho gaya
Rooh-e-daari rishtedaari
Dil ne pukara
Dil toh tha awaara
Dekho ban gaya bechara
Rooh-e-daari rishtedaari
Dil ne pukara
Dil toh tha awaara
Dekho ban gaya bechara
Ban ke hawa mein bezubaan main
Dil lagaane aaunga
Raaton ko tera chand ban ke
Tumko dekhne aaunga
Ban ke hawa mein bezubaan main
Dil lagaane aaunga
Raaton ko tera chand ban ke tumko dekhne aaunga
Aisa yeh naata dil laga kar chhod nahi hum paayenge rab se manga hai ke tumko mar ke bhi hum chahenge
Kho kar main tujhko aawara ho gaya
Dil jo tha mera
Tumhara ho ho gaya
(Tumhara ho gaya...)
Saalon ka rista anjaana ho gaya
Milne ko tadpe begana ho gaya
Dil mera dhadke zamana ho gaya
Tumse mile the haan.. zamana ho gaya
Rooh-e-daari rishtedaari
Dil ne pukara
Dil toh tha awaara
Dekho ban gaya bechara
Rooh-e-daari rishtedaari
Dil ne pukara
Dil toh tha awaara
Dekho ban gaya bechara