Apni Marzi se kahan apni
safar ke hum hain
Apni Marzi se kahan apni
safar ke hum hain
Rukh hawaaon ka jidhar ka hai
udhar ke hum hain
Apni Marzi se kahan apni
safar ke hum hain
-------------------
Pehle har cheez thi apni
magar ab lagta hai
Pehle har cheez thi apni
magar ab lagta hai
Apne hi ghar mein kisi doosre
ghar ke hum hain
Apne hi ghar mein kisi doosre
ghar ke hum hain
Rukh hawaaon ka jidhar ka hai
udhar ke hum hain
Apni Marzi se kahan apni
safar ke hum hain
------------------
Waqt ke saath hay
mitti ka safar sadiyon se
Waqt ke saath hay
mitti ka safar sadiyon se
Waqt ke saath hay
mitti ka safar sadiyon se
Kisko maaloom kahan ke hain
kidhar ke hum hain
Kisko maaloom kahan ke hain
kidhar ke hum hain
Rukh hawaaon ka jidhar ka hai
udhar ke hum hain
Apni Marzi se kahan apni
safar ke hum hain
--------------------
Chalte rehte hain ke chalnaa hai
musaafir ka naseeb
Chalte rehte hain ke chalnaa hai
musaafir ka naseeb
Sochte rehte hain kis raah
guzar ke hum hain
Sochte rehte hain kis raah
guzar ke hum hain
Rukh hawaaon ka jidhar ka hai
udhar ke hum hain
Apni Marzi se kahan apni
safar ke hum hain
Apni Marzi se kahan apni
safar ke hum hain