menu-iconlogo
logo

Na Umar Ki Seema Ho (Unplugged Ver.)

logo
بول
Hmm mm mm mm

Hmm hmm hmm hmm

Hothon se chhu lo tum

Mera geet amar kar do

Hothon se chhu lo tum

Mera geet amar kar do

Ban jaao meet mere

Meri preet amar kar do

Hothon se chhu lo tum

Mera geet amar kar do

Na umr ki seema ho

Na janam ka ho bandhan

Na umr ki seema ho

Na janam ka ho bandhan

Jab pyaar kare koi

To dekhe kewal mann

Nayi reet chalaakar tum

Yeh reet amar kar do

Hothon se chhu lo tum

Mera geet amar kar do

Tum itna jo muskura rahe ho

Tum itna jo muskura rahe ho

Kya gham hai jisko

Chhupa rahe ho

Kya gham hai jisko

Chhupa rahe ho

Tum itna jo muskura rahe ho

Aankhon mein nami

Hansi labon par

Aankhon mein nami

Hansi labon par

Kya haal hai

Kya dikha rahe ho

Kya haal hai

Kya dikha rahe ho

Kya gham hai jisko

Chhupa rahe ho

Tum itna jo muskura rahe ho

Tumko dekha toh yeh khayal aaya

Tumko dekha toh yeh khayal aaya

Zindagi dhoop tum ghana saaya

Tumko dekha toh yeh khayal aaya

Aaj phir dil ne ik tamanna ki

Aaj phir dil ne ik tamanna ki

Aaj phir dil ko humne samjhaya

Aaj phir dil ko humne samjhaya

Zindagi dhoop tum ghana saaya

Tumko dekha to yeh khayal aa

Na Umar Ki Seema Ho (Unplugged Ver.) بذریعہ Jagjit Singh - بول اور کور