menu-iconlogo
huatong
huatong
jatin-lalitasha-bhosleudit-narayan-ajnabi-mujhko-itna-bata-cover-image

Ajnabi Mujhko Itna Bata

Jatin-Lalit/Asha Bhosle/Udit Narayanhuatong
mrdayglow88huatong
بول
ریکارڈنگز
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai

Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai

Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai

Dil ki baaton se anjaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai

Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai

O kitni bholi hai tu kitni nadaan hai

Dil ki baaton se anjaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai

Kya sochta hoon main kya chaahta hoon hai mushkil tujhe vo bataana

Maine suna hai ki mushkil bada hai dabi chaahaton ko chhupaana

Hey kya sochta hoon main kya chaahta hoon

Hai mushkil tujhe vo bataana

O maine suna hai ki mushkil bada hai dabi chaahaton ko chhupaana

Raaz tere sabhi kholdegi abhi in labhon pe jo muskaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai

Kaise bataoon meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana

Begaane ko apna kehne lagi main bana mera apna begaana

Haan kaise bataoon meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana

O begaane ko apna kehne lagi main bana

Mera apna begaana

Pyaar ki har ghadi mushkilon ki ladi

Ye na samjho ye aasaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai

Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai

Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai

Dil ki baaton se anjaan hai

Ajnabi mujhko itna bata lalala

Jatin-Lalit/Asha Bhosle/Udit Narayan کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے