Kaali kaali zulfon ke fande na daalo
Kaali kaali zulfon ke fande na daalo
Humein zinda rehne do aye husn walo
Kaali kaali zulfon ke fande na daalo
Humein zinda rehne do aye husn walo
Kaali kaali zulfon ke fande na daalo
Humein zinda rehne do aye husn walo
Na chhedo humein hum sataye huwe hain
Bohat zakhm seene pe khaaye huwe hain
Na chhedo humein hum sataye huwe hain
Bohat zakhm seene pe khaaye huwe hain
Sitamgar ho tum khoob pehchan’te hain
Tumhari adaaon ko hum jaante hain
Dagabaaz ho tum sitam dhaane waale
Fareb-e-mohabbat mein uljhaane wale
Ye rangeen kahani tumhi ko muabarak
Tumhari jawani tumhi ko mubarak
Humari taraf se nigahein hataa’lo
Humein zinda rehne do, aye husn walo
Kaali kaali zulfon ke fande na daalo
Kaali kaali zulfon ke fande na daalo
Humein zinda rehne do, aye husn walo
Kaali kaali zulfon ke fande na daalo
Humein zinda rehne do, aye husn walo
Kaali kaali zulfon ke