
Duniya Ke Ae Musafir
(Dunya ke ae musafir
Manzil teri qabar hai
Manzil teri qabar hai
Tay kar raha he jo tu
Do din ka ye safar he
Do din ka ye safar he)x2
jab se bani hedunya
laakhon karoro aaye
baaqi raha na koi
mitti mein sab samaaye
mitti mein sab samaaye
mt bhulo na yha pr
sab ka yahi hashr he
sab ka yahi hashr he
Dunya ke ae musafir….
Manzil teri qabar hai
Manzil teri qabar hai
Tay kar raha he jo tu
Do din ka ye safar he
Do din ka ye safar he
aankho se tu ne apni
kitne janaaze dekhe
haathow se tu ne apne
dafnaaye kitne murday
dafnaaye kitne murday
anjaam se tu apne
kyun itna bekhabar he
kyun itna bekhabar he
Dunya ke ae musafir….
Manzil teri qabar hai
Manzil teri qabar hai
makhmal pe sonay waale
mitti mein so rahe he
shaaho gada yha pr
sab ek ho rhe h
sab ek ho rhe h
dono huwe baraaber
yahi maut ka asar he
yahi maut ka asar he
Dunya ke ae musafir….
Manzil teri qabar hai
Manzil teri qabar hai
mitti ke putle tujh ko
mitti mein he sumaana
ek din yha tu aaya
ek din yha se jaana
ek din yha se jaana
rukna nahi h wha pr
jaari tera safar he
jaari tera safar he
Dunya ke ae musafir…
Manzil teri qabar hai
Manzil teri qabar hai
Duniya Ke Ae Musafir بذریعہ Junaid Jamshed - بول اور کور