Khuda khair kare
Aayi zanjeer ki jhankaar
khuda khair kare
Dil hua kiska giraftaar
khuda khair kare
Aayi zanjeer ki jhankaar
Jaane yeh kaun
meri rooh ko chhukar guzra
Jaane yeh kaun
Jaane yeh kaun meri
rooh ko chhukar guzra
Ek qayaamat hui bedaar
Ek qayaamat hui bedaar
khuda khair kare
Lamha lamha
meri aankhon mein khinchi jaati hai
Lamha lamha
meri aankhon mein khinchi jaati hai
Ek chamakti hui talwaar
khuda khair kare
Dil hua kiska giriftaar
khuda khair kare
Aayi zanjeer ki jhankaar