Kisi raah mein kisi mode par
Kisi raah mein kisi mode par
Kaheen chal naa dena too chhod kar
Mere hamasafar mere hamasafar
Mere hamasafar mere hamasafar
Kisi haal mein kisi baath par
Kaheen chal naa dena too chhod kar
Mere hamasafar mere hamasafar
Mere hamasafar mere hamasafar
Meraa dil kahe kahin ye naa ho
Meraa dil kahe kahin ye naa ho
Nahin ye naa ho nahin ye naa ho
Kisi roz tujhse bichhad ke main
Tuje dhundti firoon dar-ba-dar
Mere hamasafar mere hamasafar
Mere hamasafar mere hamasafar
Tera rang saaya bahaar kaa
Tera rang saaya bahaar kaa
Tera rup aainaa pyaar kaa
Tuje aa nazar mein cchopa lun main
Tuje lag naa jae kaheen nazar
Mere hamasafar mere hamasafar
Mere hamasafar mere hamasafar
Tera saath hai to hai zindagi
Tera saath hai to hai zindagi
Tera pyaar hai to hai raushnee
Tera pyaar hai to hai raushnee
Kahaan din ye dhal jae kya pataa
Kahaan raat ho jae kya khabar
Mere hamasafar mere hamasafar
Mere hamasafar mere hamasafar
Kisi raah mein kisi mode par
Kaheen chal naa dena too chhod kar
Mere hamasafar mere hamasafar
Mere hamasafar mere hamasafar