O Priya O Priya Priya..
tumsa nahin koi Priya
O Priya O Priya Priya..
tumsa nahin koi Priya
Tu khush rahe jahan bhi rahe
yeh mere dil ki dua o..
O Priya O Priya Priya
tumsa nahin koi Priya
Tu khush rahe jahan bhi rahe
yeh mere dil ki dua o..
O Priya O Priya Priya
tumsa nahin koi Priya
Ho OOO Ho OOO
Ho OOO Ho OOO
Tumko mil gaya saathi pyaar ka
Humse chhin gaya daaman yaar ka
Tumko mil gaya saathi pyaar ka
Humse chhin gaya daaman yaar ka
Kehna bahut hai lekin
ghadiyan aaj hain kam
Teri har baat woh pehli mulakaat
Hamko rulaayegi tere baad
Ho OOO
O Priya O Priya Priya
tumsa nahin koi Priya.....
He he he OOO..
Milna bichhadna uske haath hai
Ban-na sanwarna kismat ki baat hai
Milna bichhadna uske haath hai
Ban-na sanwarna kismat ki baat hai
Kathputli hain hum
saare kar le tu yakeen
Dilwaale kabhi maane nahin haar
Kar le tu bharosa mere yaar
HOo OO
O Priya O Priya Priya
tumsa nahin koi Priya..
La la la la la la la la la la la la
Apne dil ki baat keh di sabhi ne
Mere dil ki baat na jaani kisi ne
Apne dil ki baat keh di sabhi ne
Mere dil ki baat na jaani kisi ne
Tum kya hamare ho yeh koi jaane na
Beete huye pal woh hansta hua kal
Kaise bhool paayenge bhala
HOo OO
O Priya O Priya Priya..
tumsa nahin koi Priya
Tu khush rahe jahan bhi rahe
yeh mere dil ki dua o..
O Priya O Priya Priya
tumsa nahin koi Priya
O Priya O Priya Priya
tumsa nahin koi Priya