menu-iconlogo
logo

Hum Tumhen Chahte Hain (From "Qurbani")

logo
بول
O ho

Naseeb insaan ka

Naseeb insaan ka

Naseeb insaan ka

Chahat se hi sawarta hai

Kya bura isme

Kisi par jo koi marta hai

Hum tumhe chahte hai aise

Hum tumhe chahte hai aise

Marne waala koi

Marne waala koi

Zindagi chahta ho jaise

Hum tumhe chahte hai aise

Ruth jao agar

Tum to kya ho

Ruth jao agar

Tum to kya ho

Pal mein aise lage

Pal mein aise lage

Jism se jaan kaise juda ho

Hum tumhe chahte hai aise

Marne waala koi

Marne waala koi

Zindagi chahta ho jaise

Hum tumhe chahte hai aise

Zara pucho to mera irada

Zara pucho to mera irada

Mujhe kisse hai pyaar

Mere dil ka hai kaun shehzada

Zara pucho to mera irada

Mere khwabon mein jo saj raha hai

Mere khwabon mein jo saj raha hai

Wo khuda to nahi

Par zamane mein sabse juda hai

Mere khwabon mein jo saj raha hai

Zindagi bin tumhaare adhuri

Zindagi bin tumhaare adhuri

Tumko paa loon agar

Tumko paa loon agar

Har kami meri ho jaaye poori

Zindagi bin tumhaare adhuri

Le chalenge tumhe hum waha par

Le chalenge tumhe hum waha par

Tanhai sanam

Tanhai sanam

Shehnayi ban jaaye jahan par

Hum tumhe chahte hai aise

Hum tumhe chahte hai aise

Marne waala koi

Marne waala koi

Zindagi chahta ho jaise

Hum tumhe chahte hai aise

Hum Tumhen Chahte Hain (From "Qurbani") بذریعہ Kanchan/Manhar Udhas/Anand - بول اور کور