menu-iconlogo
huatong
huatong
kingkong991-hua-hain-aaj-pahle-baar-cover-image

Hua hain aaj pahle baar

Kingkong991huatong
بول
ریکارڈنگز
Hua hai aaj pehli baar

Jo aise muskuraya hoon

Tumhe dekha toh jaana ye

Ke kyun duniya mein aaya hoon

Hua hai aaj pehli baar

Jo aise muskuraya hoon

Tumhe dekha toh jaana ye

Ke kyun duniya mein aaya hoon

Ye jaan lekar ke jaa meri

Tumhe jeene main aaya hoon

Main tumse ishq karne ki

Ijaazat rabb se laaya hoon

Zameen se aasmaan tak

Hum dhoondh aaye jahan saara

Bana paaya nahi ab tak

Khuda tumse koi pyaara

Zameen se aasmaan tak

Hum dhoondh aaye jahan saara

Bana paaya nahi ab tak

Khuda tumse koi pyaara

Baaton mein teri hain badmashiyan

Sab bewajah ki hain tarifiyaan

Main likh doon aasmaan par ye

Ke padh lega jahan saara

Hua na hoga ab koi

Yahan hum do sa dobara

Main duniya bhar ki taarifein

Tere sajde mein laaya hoon

Main tumse ishq karne ki

Ijaazat rabb se laaya hoon

Rabb se laaya hoon..

Tu hai jo rubaru mere

Bada mehfooz rehta hoon

Tere milne ka shukrana

Khuda se roj karta hoon

Tu hai jo rubaru mere

Bada mehfooz rehta hoon

Tere milne ka shukrana

Khuda se roj karta hoon

Humko pata hai yeh nadaniyaan hain

Aawara dil ki hai aawariyan

Yeh dil pagal bana baitha

Ise ab tu hi samjha de

Dikhe tujhme meri duniya

Meri duniya tu banja re

Hoon khushkismat jo kismat se

Tumhe aise main paaya hoon

Main tumse ishq karne ki

Ijaazat rabb se laaya hoon..

Kingkong991 کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے