Na jaane kyun,
Hota hai ye zindagi ke saath
Achaanak ye mann
Kisi ke jaane ke baad,
Kare phir uski yaad
Chhoti chhoti si baat, na jaane kyun
Jo anjaan pal
Dhal gaye kal, aaj wo
Rang badal badal, mann ko machal machal
Rahen hain chhal
Na jaane kyun wo anjaan pal
Dhal gaye kal, aaj wo
Rang badal badal, mann ko machal machal
Rahen hain chhal
Na jaane kyun wo anjaan pal
Saje binaa mere nainon me
Toote re haay re sapanon ke mahal
Na jaane kyun,
Hotaa hai ye zindagi ke saath
Achaanak ye mann
Kisi ke jaane ke baad,
Kare phir uski yaad
Chhoti chhoti si baat, na jaane kyuun
Wohi hai dagar
Wohi hai safar, hai nahin
Pass mere magar, ab meraa hamsafar
Idhar udhar dhoondhe
Nazar wohi hai dagar
Wohi hai safar, hai nahin
Pass mere magar, ab meraa humsafar
Idhar udhar dhoondhe
Nazar wohi hai dagar
Kahaan gayin shaamen madbhari
Wo mere, mere wo din gaye kidhar
Na jaane kyun,
Hotaa hai ye zindagi ke saath
Achaanak ye mann
Kisi ke jaane ke baad,
Kare phir uski yaad
Chhoti chhoti si baat, na jaane kyuun