menu-iconlogo
huatong
huatong
kishore-kumarlata-mangeshkar-na-jane-mere-dil-ko-kya-cover-image

Na Jane Mere Dil Ko Kya

Kishore Kumar/Lata Mangeshkarhuatong
mommyrobertshuatong
بول
ریکارڈنگز
Na jane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahi tha abhi kho gaya

Na jane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahi tha abhi kho gaya

Na jane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahi tha abhi kho gaya

Ho gaya hai tujhko to pyar sajna

Lakh kar le tu inkar sajna

Ho gaya hai tujhko to pyar sajna

Lakh kar le tu inkar sajna

Dildar sajna, hai ye pyar sajna

Ho gaya hai tujhko to pyar sajna

Lakh kar le tu inkar sajna

Dildar sajana, hai ye pyar sajna

Dekha na tune mudke bhi pichhe

Kuchh der to main ruka tha

Jab dil ne tujhko rokna chaha

Dur tu ja chuka tha

Huwa kya na jana

Ye dil kyun deewana

Ho gaya hai tujhko to pyar sajna

Lakh kar le tu inkar sajna

Ho gaya hai tujhko to pyar sajna

Lakh kar le tu inkar sajna

Dildar sajna, hai ye pyar sajna

Ae wakt ruk ja, tham jaa thehar ja

Wapas jara daud pichhe

Main chhod aayi khudko jaha pe

Wo reh gaya mod pichhe

Kaha main, kaha tu, ye kaisa hai jadu

Are ho gaya hai tujhko to pyar sajna

Lakh kar le tu inkar sajna

Ho gaya hai tujhko to pyar sajna

Lakh kar le tu inkar sajna

Dildar sajna, hai ye pyar sajna

Na jane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahi tha abhi kho gaya, kho gaya

Kishore Kumar/Lata Mangeshkar کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے