M:=>haan jaiyo na jaiyo na dur
hamre jiya mein rahiyo
ban jaio jaan
jaiyo na jaiyo na dur
hamre jiya mein rahiyo
ban jaio jaan
F:=>ho din dekhe raat dekhe
ho din dekhe raat dekhe
hame saath saath dekhe sara jahan
jaiyo na jaiyo na dur
hamre jiya mein rahiyo
ban jaio jaan
.
.
.
F:=>tum mere maajhi main hoon
maajhi ki naiya
M:=>janam janam ke saathi
naiya khivaiya
F:=>ho tum mere maajhi main hoon
maajhi ki naiya
M:=>ho janam janam ke saathi
naiya khivaiya
bich bhanvar jo chhode
bich bhanvar jo chhode
saath jo saathi tode wo beimaan
F:=>jaiyo na jaiyo na dur
hamre jiya mein rahiyo
ban jaio jaan
.
.
.
M:=>haan dekhenge kisi din tumse
hum dur jaake
F:=>dekha tha hamne ik din
tumko bhulaake
M:=>dekhenge kisi din tumse
hum dur jaake
F:=>dekha tha hamne ik din
tumko bhulaake
tum yaad aaye aise
ho tum yaad aaye aise
nadiya mein aaye jaise koyi tufaan
M:=>jaiyo na jaiyo na dur
hamre jiya mein rahiyo
ban jaio jaan
.
.
.
M:=>hamein in akhiyon ka
kajal bana lo
F:=>ah kajal ko chhodo hamko
dil mein basa
M:=>hamein in akhiyon ka
kajal bana lo
F:=>ho kajal ko chhodo hamko
dil mein basa
tum bin lage ji aise
ho tum bin lage ji aise
koyi suna suna jaise khali makaan
M:=>jaiyo na jaiyo na dur
hamre jiya mein rahiyo
ban jaio jaan
F:=>ho din dekhe raat dekhe
ho din dekhe raat dekhe
hame saath saath dekhe sara jahan
M/F:=>jaiyo na jaiyo na dur
hamre jiya mein rahiyo
ban jaio jaan
ban jaio jaan