arey karte hain ham pyar mister india se
hamko milna sau baar mister india se
arey karte hain ham pyar mister india se
hamko milna sau baar mister india se
hai milna kya jo na dikhayi de,
bechara sirf sunayi de
arey kya rakha hai aise misterr india me
arey karte hain ham pyar mister india se
hamko milna sau baar mister india se
arey karte hain ham pyar mister india se
hamko milna sau baar mister india se
jaane kaisa jaadugar hai
wo andekha anjana
jaane kaisa jaadugar hai
wo andekha anjana
usaki diwaani ban jaa
kehta hai dil diwaana
usaki diwaani ban jaa
kehta hai dil diwaana
kyu uski diwani banti ho, tum
khud bhi kisi se kam to nahi
wo koi atom bomb to nahi
arey kya rakha hai aise misterr india me
arey karte hain ham pyar mister india se
hamko milna sau baar mister india se
arey karte hain ham pyar mister india se
hamko milna sau baar mister india se
mujhko le aaya hai raahi jaane
kaisi raaho me
mujhko le aaya hai raahi jaane
kaisi raaho me
din me bhi ye sapne dekhu
main hu uski baahon me
din me bhi ye sapne dekhu
main hu uski baahon me
tum to bekaar tarasti ho, iss
kaam ka main bhi maahir hu
wo gaayab hai main haazir hu
arey kya rakha hai aise misterrrr
india me haan
arey karte hain ham pyar mister india se
hamko milna sau baar mister india se
arey karte hain ham pyar mister india se
hamko milna sau baar mister india se
mere sapno ka wo raaja,
ding dang ding dang dang
pagal ab to hosh me aaja,
ding dang ding dang dang
kitna hai wo himmat waala,
hoga ikk din to moonh kaala
uske jaisa nahi hai dooja,
jogan mat kar itani pooja
wo koi aisa waisa nahi
ik din tumko dikhla doongi,
ik din tumko samajha doongi
ki kya rakha hai mere mister india me
are milna hai bekaar mister india se
chhodo milna sarkaar mister india se
arey milna hai bekaar mister india se
chhodo milna sarkaar mister india se
arey karte hain ham pyar mister india se
hamko milna sau baar mister india se
arey karte hain ham pyar mister india se
hamko milna sau baar mister india se