Aaja aaja
Mera dil ye pukare aaja
Mere gham ke sahare aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Mere gham ke sahare aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Tu nahi to ye rut
Ye hawa kya karun kya karun
Tu nahi to ye rut
Ye hawa kya karun
Door tujhse main reh ke
Bata kya karun kya karun
Soona soona hai jahan
Ab jaaun mai kahan
Bas itna mujhe samjha ja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Mere gam ke sahaare aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Aandhiyan woh chali
Aashiyan lut gaya lut gaya
Aandhiyan woh chali
Aashiyan lut gaya
Pyar ka muskurata
Jahan lut gaya lut gaya
Ek chhoti si jhalak
Mere mitne talak
Oh chand Mere dikhla ja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Mere gam ke sahaare aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja