Hamein aur jeene ki
Chaahat na hoti
Hamein aur jeene ki
Chaahat na hoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki
Chaahat na hoti
Agar tum na hote,
Agar tum na hote
Tumhein kya bataaun ke
Tum mere kya ho
Meri zindagi ka tum hi aasra ho
Tumhein kya bataaun ke
Tum mere kya ho
Meri zindagi ka tum hi aasra ho
Main aasha ki ladiyan,
Na reh reh piroti
Agar tum na hote,
Agar tum na hote
Hamein aur jeene ki
Chaahat na hoti
Agar tum na hote,
Agar tum na hote
Tumhein dekh ke to
Lagta hai aise
Bahaaron ka mausam
Aaya ho jaise
Tumhein dekh ke to
Lagta hai aise
Bahaaron ka mausam
Aaya ho jaise
Dikhayi na deti
Andheron mein jyoti
Agar tum na hote,
Agar tum na hote
Hamein aur jeene ki
Chaahat na hoti
Agar tum na hote,
Agar tum na hote
Har ik gham tumhara
Sahenge khushi se
Karenge na shikwa
Kabhi bhi kisi se
Har ik gham tumhara
Sahenge khushi se
Karenge na shikwa
Kabhi bhi kisi se
Jahan mujh pe hasta,
Khushi mujhpe roti
Agar tum na hote,
Agar tum na hote
Hamein aur jeene ki
Chaahat na hoti
Agar tum na hote,
Agar tum na hote
Hamein jo tumhara
Sahara na milta
Bhanwar mein hi rehte
Kinara na milta
Hamein jo tumhara
Sahara na milta
Bhanwar mein hi rehte
kinara na milta
Kinare pe bhi to
Leher aa duboti
Agar tum na hote,
Agar tum na hote
Hamein aur jeene ki
Chaahat na hoti
Agar tum na hote,
Agar tum na hote