menu-iconlogo
huatong
huatong
lata-mangeshkarkishore-kumar-angrezi-mein-kehte-cover-image

Angrezi mein kehte

Lata Mangeshkar/Kishore Kumar huatong
saulthotyogahuatong
بول
ریکارڈنگز
Angrezi mein kehte hain ki

I love you

Gujrati maam bolen

Tane prem karoon chhoon

Chhoon chhoon

Bangali mein kahte hain

Aami tumaa ke bhaalo baasi

Aur punjabi mein kahte hain

Teri to

Haah

Tere bin mar jaawaan

Main tainu pyaar karnaa

Ki tere bin naiyyo labdi

O saathi ho

Ni baliye

Angrezi mein kehte hain ki

I love you

Gujrati maa bolen

Tane prem karoon chhoon

Bangali mein kahte hain

Aami tumaa ke bhaalo baasi

Aur punjabi mein kahte hain

Teri to

Haah

Tere bin mar jaawaan

Main tainu pyaar karnaa

Tere bin naiyyo labdi

O saathi ho

Ho ho

Ham tumpe itnaa dying

Jitnaa sea mein paani laaying

Aakaash mein panchhi flying

Bhanwraa bagiyan mein gaaying

Ham tumpe itnaa dying

Jitnaa sea mein paani laaying

Aakaash mein panchhi flying

Bhanwraa bagiyan mein gaaying

Angrezi mein kehte hain ki

I love you

Gujraati maa bolen

Tane prem karoon chhoon

Bangali mein kahte hain

Aami tumaa ke bhaalo baasi

Aur punjabi mein kahte hain

Teri to

Haah

Tere bin mar jaanaa

Main tainu pyaar karnaa

Tere bin naiyyo labdi

O saathi ho

Ho ho

Itnaa kare kyun dhaandhal

Duniyaa kyaa kahegi hamko

Ham samjhaa akkal waalaa

Bilkul idiot hai tum to

Itnaa kare kyun dhaandhal

Duniyaa kyaa kahegi hamko

Ham samjhaa akkal waalaa

Bilkul idiot hai tum to

Angrezi mein naa boloon re

I love you

Gujraati maa shoopaan boloon

Prem karoon chhoon

Bangali mein naa boloon re

Aami tumaa ke bhaalo baasi

Aur punjabi mein na boloon

Teri to

Ke tere bin mar jaanaa

Main tainu pyaar karniyaa

Ke tere bin naiyyo labdaan

Ho saathi ho

Tu jaldi se haan kar de

Warnaa teri qasam khaataa hoon

Saari duniyaa ke aage jaani

Abhi poison khaataa hoon

Tu jaldi se haan kar de

Warnaa teri qasam khaataa hoon

Saari duniyaa ke aage jaani

Abhi poison khaataa hoon

Angrezi mein kehti hoon ki

I love you

Gujraati maa boloon

Tane prem karoon chhoon

Chhoon chhoon

Bangali mein kahti hoon

Aami tumaa ke bhaalo baasi

Aur punjabi mein kahti hoon

Teri to

Haah

Tere bin mar jaanaa

Main tainu pyaar karnaa

Tere bin naiyyo labdi

O saathi ho

Ho

Angrezi mein kehte hain ki

I love you

Gujraati maa bolen

Tane prem karoon chhoon

Bangali mein kahte hain

Aami tumaa ke bhaalo baasi

Aur punjabi mein kahte hain

Teri to

Lata Mangeshkar/Kishore Kumar کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے