Aapne apna banaya
Meherbani aapki
Meherbani aapki
Hum to is kaabil na the
Hum to is kaabil na the
Hum to is kaabil na the
Hai kaddrdaani aapki
Meherbani apki
Aapne apna banaya
Aaj humne
Dil ke badle
Aapko dil de diya
Aaj humne
Dil ke badle
Aapko dil de diya
Is inayat
Is nawazish
Is karam ka shukriya
Humne bhi
Dil mein chhupa li
Ye nishani aapki
Meherbani aapki
Aapne apna banaya
Aap mil jayen to phir
Duniya mein koi ghum nahin
Aap mil jayen to phir
Duniya mein koi ghum nahin
Kyu na mil jaye ke purab
Aur pachchhim hum nahin
Ban gaya mera fasaana
Ab kahani aapki
Meherbani apki
Hum to is kaabil na the
Hai kaddrdaani aapki
Meherbani aapki
Aapne apna banaya