Mujhe tumse hain kitne gile
Haa haa haa
Tum kitne din baad mile
Kyun kyun kyun
Mujhe tumse hain kitne gile
Tum kitne din baad mile
Bolo itane din kya kiya
kya kiya kya kiya kya kiya
Tera naam liya hoo
tujhe yaad kiya hoo
Tera naam liya tujhe yaad kiya
Tujhe yaad kiya tera naam liya
Mujhe tumse hain kitne gile
Tum kitane din baad mile
Bolo itane din kya kiya
Tera naam liya tujhe yaad kiya
Tujhe yaad kiya tera naam liya
Apni mummy se meri baat ki
Nahi
nahi
nahi
Mere daddy se mulaaqat ki
Nahi
nahi
nahi
Haan hera pheri mere saath ki
no, never
Phir aur bhala kya kiya
Tera naam liya ho
tujhe yaad kiya ho
Tera naam liya tujhe yaad kiya
Tera naam liya tujhe yaad kiya